Mai kuch bholta nahi partum ye kaise bhool jati hoki mai bhi insaan hu... maar diya tune mujhe pyar sikha kar,Hoti hai chahat kya ye mujhe samjha kar,
Qurbani hai iyar ka asli matlab,
Chorr diya sath mera bas itna bata kar..
wo din bhi kya hassin the jab ham tum dono karib the
hazaaron khil uthi kalian jab tere mere dil karib the
jahan ka dar na ruswai ka na dar tha khudse koi
wo kesa ishq ka junuon tha wo kesa mera habib tha
wo kesa ehsaas tha wo kaisa pyar tha
wo kesa mera yar tha wo kesa mera pyar tha
wo yaad ate hei din mujhe wo jo mera phla pyar tha
na wo pyar he na wo bach pana hai yaddyi abto ye khyal tha
wo kesa mera pyar tha wo kesa mera yar tha...
ab tum sheeshe me utar gayi..... kya vo bhi mera kasoor tha..
