Wednesday, May 12, 2010

For the doll in the glass....

Mai kuch bholta nahi par
tum ye kaise bhool jati ho
ki mai bhi insaan hu... 
maar diya tune  mujhe pyar sikha kar,

Hoti hai chahat kya ye mujhe samjha kar,

Qurbani hai iyar ka asli matlab,

Chorr diya sath mera bas itna bata kar..

wo din bhi kya hassin the jab ham tum dono karib the

hazaaron khil uthi kalian jab tere mere dil karib the

jahan ka dar na ruswai ka na dar tha khudse koi

wo kesa ishq ka junuon tha wo kesa mera habib tha

wo kesa ehsaas tha wo kaisa pyar tha

wo kesa mera yar tha wo kesa mera pyar tha

wo yaad ate hei din mujhe wo jo mera phla pyar tha

na wo pyar he na wo bach pana hai yaddyi abto ye khyal tha

wo kesa mera pyar tha wo kesa mera yar tha...


ab tum sheeshe me utar gayi..... kya vo bhi mera kasoor tha..